SONG: Kya Karte The Saajna
FILM: subh mangal jyada sawdhan
SINGER: Zara Khan,Anuradha Paudwal
MUSIC: Tanishk Bagchi
Kya Karte The Saajna lyrics
Lyrics
Kya, Kya
Kya Kya..
Kya Karte The
Date Ke Hi Chakkar Mein
Banda Hai Full Lattu
Jaana Tha Japan Magar
Pahuncha Hai Timbuktoo
Kya Kya..
Date Ke Hi Chakkar Mein
Banda Hai Full Lattu
Jaana Tha Japan Magar
Pahuncha Hai Timbuktoo
Le Main Tere Naam Jaan Likha Doon
Kya Kasam Koyi Maar Bhi Khaa Loon
Pyaar Hai Jeevan Mera Kya
Samjaun Main Keh Ke kya
Kya Kya..
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Hum Judai Mein Akele
Chhup Chhup Ke Roya Karte The
Meri Saasein Yun Toh Hain Haq Tere
Par Jaan Hi Le Lenge Shaq Tere
Meri Saasein Yun Toh Hain Haq Tere
Par Jaan Hi Le Lenge Shaq Tere
Dekh Zamana Ye Toh Pyaar Se Jalta Hai
Dil Jalane Wali Chaal Ye Chalta Hai
Pyaar Kiya Hai Tujhse
Duniya Bhar Ke Gam Seh Ke
Kya Kya..
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Hum Judai Mein Akele
Chhup Chhup Ke Roya Karte The
Kya, Kya
Kya Kya…
Kya Karte The Saa_
Hello friends I hope you like Kya Karte The Saajna lyrics - subh mangal jyada sawdhan on our website lyricsclub. If You want to any changes in lyrics you can comment us. Thank you all.
Post a Comment